Wednesday, August 15, 2007

Raaste

ye kahain aa gaye
socha na tha
is jindagi ki bhulbhaliya mein.....
idhar jaauin
udhar jaauin
kidhar jaauin
isse pooncho
usse pooncho
kisse pooncho..
wo wo kahta hai
ye ye kahta hai
iski sunta huin
uski sunta huin
kabhi lagta hai achaa sunta huin
kabhi lagta hai jyada sunta huin
raasta pata hai ya nahi pata
mujhko nahi pata
par lagta hai
raasta wahi hai
jis pe bachpan mein chale thei
aur bachpan mein dhoondha tha :-)

3 comments:

Sanjay said...

wrote during btech days...tried to remember and rewrite..

Mahesh Bansal said...

wah wah wah......

ladke tune toh kamaal kar diya...

bahut khoob... keep it up...

Anonymous said...

Ladke machaa diye ho.... Parihar pai ki taakar main koi toh ayaa finally, creativity & poem writing skills main....